Did you like the poem

Thursday, December 9, 2010

First Sem Ki yadein

Wo college mein tujhe pehli bar dekhna

aur dil mein teri tasveer banana
tujhse baat karne ke liye tarasna
aur tujhe chchupee huyee nigahon se dekhna
mujhe aaj bhi yaad hai..............


First Semester ki wo pyar bhari yadein
Tere saath huyi meri kuch batein
GODOWN mein hamari classes ka lagna
pankhe ke neeche baithne ki liye ladna
CS ki class mein Chandra sir ke lecture
Kharya Sir ki class mein ED ke picture
Nazrein chupakar Nagariya sir ka padhana
Us par tera dheere se muskurana
CP ki class mein tere saath baithna
Practical ke bahane tujhse baat karna
Mujhe aaj bhi yaad hai..............................



Tere saath khayi huyi saari phulkiyaan
Tere saath bitayi huyi pyari ghariyan
Garden mein teri meri pyari mulaquatein
Tere saath ki huyi wo saari batein
Auto ko chorkar tere sath chalna
Tere vaaste hi wo auto badalna
Mujhe aaj bhi yaad hai.............................



Welcome ki party mein tera wo gaana
Mere gaane par tera taali bajana
BEE ka wo EC ka question
Padhane ke liye mera padhne ka tension
Meri baaton par tera wo khilkhilana
Nazaquat hai phir se un lamhon ka aana
Prayer mein gaya hua mera gaana
Mujhe dekhkar tera yun muskurana
Foundation Day mein wo tera sanwarna
Mere dil pe tera wo vaar karna
Valentine day par mera kuch na kehna
Pehli baar tera hairstyle badalna
Tere saath bitayi huyi pehli holi
Chehron par apne thi khushi ki rangoli
Aur Yeh sab
Mujhe aaj bhi yaad hai...................


Tere liye gaaya hua har ek gaana
Gaano mein tha mere dil ka fasana
Antakshari ka wo pyara sa khel
Gaano ke jariye dilon ka tha mel
FT mein aakar ke tujhse bichadna
Hamare beech yun faslon ka badhna
Magar tune na mujhse pucha kabhi bhi
Ki kya haal hai mere dil ka abhi bhi
Mujhe aaj bhi yaad hai...........


Pari hai tu koi ya phir hai shahjadi
Mere dil ko kyun hai tu itna satati
Jab bhi tujhe dekhta hun main aise
Tu najre jhukakar hai chehra chipati
Magar tune mujhko kabhi apna na mana
Tere liye tha main hardam begana
Tabhi to main kehta hun dil se ye apne
Kambakht ab kabhi bhi kisi pe na aana...........................

Thursday, November 11, 2010

When a Heart Says Good Bye..................

It’s the lonely feeling in the pit of your stomach;


The never ending hurt that rips through your soul.

It’s the single tear that trails silently down your face,

The emptiness leaves you bare and cold.



It’s the vast distance between your heart and his…

Not touching, unbending, no longer intertwined.

A realization from way down deep,

The hearts’ bridge, you cannot find.



It’s the silent scream that your heart yells;

A shout released when you know the end is near…

It’s the knot of anxiety that stays with you.

Just another emotion to add to your fear.



A heart’s goodbye…it’s a hurtful thing.

It’s the consequence of “Cinderella’s lie”.

Hearts break…souls go bare…it’s a love that’s lost.

Everyone loses when a heart says goodbye

emotional pain

No one to love,once again.


Watching you act like nothing happened.


Makes my tears a secret eternal rain.


I almost wish it didn’t end.


For I’m afraid I feel an unbearable pain.


Again..


Wish I had you in my arms again.


Like no harsh words said.


This is what my heart feels.


With unchanging motion.


I truly am sorry fo the pain you feel.


Just only hope in time, we’ll both heal..

Wednesday, September 22, 2010

HAME YAAD RAKHNA

Na tum yaad karna,  na tum yaad aana
Hamare liye tum na aansu bahaana
Na tum,,,,,,,,,,,,

Kehti hai duniya jise pyar saari, asal mein to wo hai dil ki bekaraari
Kabhi tum miloge sochte hain ham, yaadein liye hain ham bas tumhari
Hanste ho tum to lagta hai aise, kaliyon ka khilkar yun muskurana
Na tum yaad,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Hame bhi mili thi mohabbat hamari, chhayi thi apne dil par khumari
Mohabbat ka aisa karishma hua tha, sabhi ke zubaan par thi mohabbat hamari
Magar aaj apne hai dil ki wo halat, ki jaise baharon mein patjhad ka aana
Na tum aana,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,


Jab se hua hai deedar tumse , tumhein chahte hain kasam se kasam se
Magar ho gayi hai tumse judai, dasati hai mujhko ye meri tanhaayi
Mera pyar to ab kabhi na mitega,,, koi SITAM ho ya koi FASANA
Na tum yaad karna ,,,,,,............,,,,,,,,,,..............

Saturday, August 21, 2010

MY DREAMS STOP AT U

I used to dream of eyes so blue
And loving arms to hold me.
I used to dream of heroic knights
And how gracious they would be.

I used to dream of how I wouldn’t settle
For anything less than best.
I used to dream of how he would majestically
Lay all fears to rest.

I used to dream of fairy tales,
How wondrous would they be
I used to dream of story books
All patterned after me.

I used to dream of a lot of things,
But the moment I met you,
I immediately stopped dreaming,
Because all of my dreams came true.

BECOZ OF U



Because of you
my world is now whole,
Because of you 
love lives in my soul.
Because of you
I have laughter in my eyes,
Because of you 
I am no longer afraid of good-byes.
You are my pillar
my stone of strength,
With me through all seasons
and great times of length.
My love for you is pure
boundless through space and time,
it grows stronger everyday
with the knowledge that you'll always be mine.
At the altar
I will joyously say 'I do',
for I have it all now
and it's all because of you.

BEcoz                    I  LOVE   YOU

Friday, August 20, 2010

AAP SUNTE NAHIN

Ek aap hain ke sunte nahin
Dard-e-kahani sunte nahin -2


Ankhon mein aansu zubaani kahein.sunna to aasan nahin
Dare-e-judaai kaise sahein,  sehna to aata nahin
Ankhein kahein ki DEEDAR kar,
                               Par aap hain ke sunte nahin...................
Ek aap hain..............

Nafrat nazaaquat na kar pyar ko,  ki pyar hai mandir mera
Ruswa na hone de phir tu mujhe, na dil ye raha ab mera
Rehta hai aankhon mein CHEHRA tera,
                                Par aap hain ke sunte nahin................
Ek aap hain..........................


Yaari mohabbat se anjaan tha, TUNE sikhaya mujhe
Dil to kabhi bhi dhadakta na tha, dhadakna sikhaya mujhe
Tadapta hoon main bas TUMHARE liye
                                Par aap hain ke sunte nahin.....................
Ek aap hain ke sunte nahin,,,,,,, Dard-e-kahani sunte nahin.